Banjo Party Song Lyrics - Banjo | Vishal Dadlani, Neeti Mohan

Banjo Party Song Lyrics
Banjo Party Song Lyrics from Banjo : A party song sung by Vishal Dadlani & Neeti Mohan. Music given by duo Vishal & Shekhar while Lyrics penned by Vishal Dadlani & Ravi Jadav. Video song featuring Riteish Deshmukh & Nargis Fakhri.

Banjo Party Song Lyrics - Banjo
Song Credits :
Singer : Vishal Dadlani, Neeti Mohan
Music: Vishal & Shekhar
Lyrics: Vishal Dadlani, Ravi Jadav
Music Label : Eros Now

Banjo Party Song Lyrics

Swag pe limit nahin
Vaat pe limit nahin
Apni gali mein
Apne se bada hit nahin
Complaint mein dum nahin
Volume hoga kam nahin
Khali hoolpatti karne wale hum nahin

Rail ki patri ke baaju se
Duniya ke kone kone kone mein
India ka baaja bajega re
Bappa ke sath hone se

Ab Nagpur se New York bajega Banjo
Lucknow se London bajega banjo
Patna se Paris bajega banjo
Jaipur se Japan bajega banjo
Banjo banjo banjo banjo banjo..

Bajaao jamke Banjo party
Bajaao jamke Banjo party

Life mein ladki nahi
Roz ki kadki sahi
Apni gali mein apne se koi pat’ti nahi
Jeene ka fun wahi
Marne ka dum nahi
Khali shan pati karne wale hum nahi

Sadak ke footpath ke baaju se Duniya ke kone kone kone mein
India ka baaja bajega re
Bappa ke saath hone se

Ab Delhi se Chile bajega Banjo
Jharkhand se Auckland bajega Banjo
Mumbai se Dubai bajega Banjo
Shillong se Hong Kong bajega Banjo
Banjo banjo banjo banjo banjo..

Jab banjo bajta hai
Toh dil ko lagta hai
Ki mil gaya hai mujhko mera saathi

Bajaao jamke Banjo Party..hey..
Bajaao jamke Banjo Party.. hey..
Party.. hey..

Banjo Party Song Music Video:

Banjo Party Song Lyrics - Banjo | Vishal Dadlani, Neeti Mohan Banjo Party Song Lyrics - Banjo | Vishal Dadlani, Neeti Mohan Reviewed by LyricsPlane on 10:50:00 Rating: 5

No comments