Channa Mereya Lyrics - Ae Dil Hai Mushkil | Arijit Singh | Pritam

Channa Mereya Lyrics from Ae Dil Hai Mushkil: Song is soulfully sung by Arijit Singh and composed by Pritam while lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. Ae Dil Hai Mushkil is a much awaited Indian romantic drama film which is Written, Directed and Produced by Karan Johar featuring Aishwarya Rai Bachchan, Ranbir Kapoor and Anushka Sharma in the lead roles
Channa Mereya Lyrics - Ae Dil Hai Mushkil
Channa Mereya Lyrics from Ae Dil Hai Mushkil
Song Credits :
Singer : Arijit Singh
Music : Pritam
Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Cast : Ranbir Kapoor, Aishwarya Rai Bachchan & Anushka Sharma
Music Label : Sony Music India

Channa Mereya Lyrics

Accha chalta hoon
Duaaon mein yaad rakhna
Mere zikr ka zubaan pe swaad rakhna (x2)

Dil ke sandookon mein
Mere acche kaam rakhna
Chitthi taaron mein bhi
Mera tu salaam rakhna

Andhera tera maine le liya
Mera ujla sitaara tere naam kiya

Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piya.. (x2)

O.. piya.. piya..
O piya..

mmm.. mehfil mein teri
Hum na rahe jo
Gham toh nahi hai
Gham toh nahi hai
Qisse humare nazdeekiyon ke
Kam toh nahi hai
Kam toh nahi hai

Kitni dafa subah ko meri
Tere aangan mein baithe maine sham kiya

Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya beliya
O piyaa.. (x2)

O.. piya..

Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya, o piya.. (x2)

Tere rukh se apna raasta
Mod ke chala..
Chandan hoon main
Apni khushboo chhod ke chala

Mann ki maaya rakh ke
Tere takiye tale
Bairagi, bairagi ka sooti chaula
Odh ke chala

Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya, O piya..

O piya..

Channa Mereya Music Video:

Listen it on Saavn
Channa Mereya Lyrics - Ae Dil Hai Mushkil | Arijit Singh | Pritam Channa Mereya Lyrics - Ae Dil Hai Mushkil |  Arijit Singh |  Pritam Reviewed by LyricsPlane on 11:14:00 Rating: 5

No comments