Jeene Ka Shauq Lyrics - Jammin' | Salim Sulaiman and Mumbai's Finest ft. Siddharth Basrur
Jeene Ka Shauq Lyrics
Ye lamha jo kahin Paani sa bah gaya Jaate jaate yunhi Dheere se keh gaya
Jeene ka shauq hai toh Marne ka khauf kya(x3)
Teri saari khwaishein bataa Kyu hain bezubaan Keh de zamaane se abhi Apni marziyaan
Jeene ka shauq hai toh Marne ka khauf kya(x2)
Kyun dil pe ab koyi Rakhta hai karz tu.. Saasnein jitni bhi hain Kar de sab kharch tu..
Jeene ka shauq hai toh Marne ka khauf kya(x2)
Lambi race ka hoon ghoda Main na hafta Apna raasta Zindagi main taraqqi ko naapta Kya sawaal ba Tere sar pe jo sawaar sa Tension paalna wata de ghum ko Choole ab tu aasma
Mumbai ke chokre Rok sakey to rok le Thokre har mod pe Ja tu ja todle Hum danke ki chot pe Full power josh mein Jeene ka shauq hai Maut ka na khauff hai
Hum na darte kya Bass karte jo aata dil mei haa Bilkul bhi filmy na Par lete maut se lafde kya Faltu ka roona nai Socha jo karna wahi Fukat darte nahi Char din ki zindagi toh jee le sahi
Jaha tera saath chod de Saari yaariyan Waha tere kaam aayengi Yeh jaabaazia
Jeene ka shauq hai toh Marne ka khauf kya(x2)
Bhoolja baate sab purani Ab badhani hai kahani Ye zindagani hai suhani Qyuki jeene ka shauq hai toh Marne ka khauf kya
No comments